Wednesday 25 June, 2008

sawariya


Tere daras bina kahin lagey na mera jiya
Tere naam ka ras tu mujhe pila
Mujhe apne kabhi daras dikha
Main tujhe sochu iss kadar sawariya
Ke lagta hain ho jaungi bawariya
Iss bawari ko apne charno se lgaa
Kuch nhin to dhool ka kan hi bnaa
Magar apne charno ka sparsh dila
Ek baar oh mere sawariya tu aa

No comments: