Wednesday 25 June, 2008


Saawre ghanshyam ek baar aa
apni murli ki taan suna
teri murli jo pukare radha naam
hume wo murli bn jaane ka sobhagay dila
saawre ghanshyam ek baar aa
aake meri aankhon main smaa
inn aankhhon ko apne daras ka saubhagay dila
saawre ghanshyam mere ek baar aa

No comments: