Saturday 12 July, 2008


Aaja re mere saawariya
Saawariya re mere mann basiya
Teri yaadon main kat ta hain hr pal
Meri yaadon main behti hain yamuna kal kal
Uspain suhani teri baansuriya
Le gayi mera mann
Aur kr gayi mujhe baawariya
Aaja re mere saawariya

No comments: